Chalo duniya ko aapas mein baant lete hain...
Samandar tumhara,
Lehrein humari...!
Sooraj tumhara,
Roshni humari....!
Aasmaan tumhara,
Sitaare humare....!
Chaand tumhara,
Chaandni humari....!
Are Nahin ! Nahin !...
Chalo kuchh is tarah karte hain..
Sab kuchh tumhara aur
'Tum Humare'......!
aur sirf Humare.. bas Humare ....!
No comments:
Post a Comment